BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

Search BestGhazals

Sunday, July 06, 2014

Jigar Moradabadi's famous ghazal: Duniya ke sitam yaad na apni hi wafa yaad...

Ali Sikandar 'Jigar' Moradabadi [pronunciation: Muradabadi] was born in 1890. Jigar achieved tremendous popularity in his life and was the foremost Urdu poet of his era.

He was equally loved by the masses and the classes. Jigar is termed as khatimul-mughazzilin i.e. the last of the greatest poets of ghazal, the most prominent genre of Urdu poetry.

Read his ghazal here:

दुनिया के सितम याद, न अपनी ही वफ़ा याद
अब मुझको नहीं कुछ भी मोहब्बत के सिवा याद

छेड़ा था जिसे पहले पहल तेरी नज़र ने
अब तक है वोह एक नग़मए-बे-साज़-ओ-सदा याद

जब कोई हसीं होता है सरगर्म-ए-नवाज़िश
उस वक़्त वोह कुछ और भी आते हैं सिवा याद

क्या जानिये क्या हो गया अरबाब-ए-जुनूँ को
मरने की अदा याद न जीने की अदा याद

मुद्दत हुई एक हादसा-ए-इश्क़ को लेकिन
अब तक है तेरे दिल के धड़कने की सदा याद

जिगर मुरादाबादी 

Now read the same ghazal in Roman English:

duniyaa ke sitam yaad na apnii hii wafaa yaad
ab mujhko nahii kuchh bhii mohabbat ke siwaa yaad

chheRaa thaa jise pahle pahal terii nazar ne
ab tak hai voh ek naGhma-e-be-saaz-o-sadaa yaad

jab koii hasii.n hotaa hai sargarm-e-navaazish
us waqt voh kuchh aur bhii aate hain siwaa yaad

kyaa jaaniye kya ho gaya arbaab-e-junuu.n ko
marne ki adaa yaad na jeene kii adaa yaad

muddat hui ek haadsa-e-ishq ko lekin
ab tak hai tere dil ki dhaRakne kii sadaa yaad

Jigar Moradabadi

Popular Posts