BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

Search BestGhazals

Saturday, June 05, 2010

Rahat Indori's Ghazal: Ham Qalandar HaiN....

Rahat Indori is among the foremost poets of ghazal in the country. He is not just loved by connoisseurs of litterature but is also successful in mushairas.

In fact, Rahat Indori is among the rare Urdu poets who directly connects with the audience and whose presence ensures the success of any poetic meet.

Here is a ghazal:

काम सब गैर-ज़रूरी हैं जो सब करते हैं
और हम कुछ नहीं करते हैं, ग़ज़ब करते हैं

हम पे हाकिम का कोई हुक्म नहीं चलता है
हम कलंदर हैं, शहंशाह लक़ब करते हैं

आप की नज़रों में सूरज की है जितनी अजमत
हम चिरागों का भी उतना ही अदब करते हैं

देखिये जिसको उसे धुन है मसीहाई की
आजकल शहरों के बीमार मतब करते हैं

राहत इन्दौरी

Now read the Roman English transliteration

kaam sab ghair zaruuri haiN jo sab karte haiN
aur ham kuchh nahiiN karte haiN ghazab karte haiN

ham pe haakim kaa koii hukm nahiiN chaltaa hai
ham qalandar haiN, shahanshaah laqab karte haiN

aap kii nazroN meN suuraj kii hai jitnii azmat
ham chiraaGoN kaa bhii utnaa hii adab karte haiN

dekhiye jisko use dhun hai masiihaaii kii
aajkal shahroN ke biimar matab karte haiN

Rahat Indori

Popular Posts