BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

Search BestGhazals

Monday, March 19, 2007

Mirza Mazhar Jaan-e-JaanaaN's ghazal: Khuda ke vaste usko na Toko, yahi ek Shahar meN qaatil raha hai...

Mirza Mazhar Jaan-e-JanaaN, a Sufi and poet, was born in 1699. Mirza is among the most important Urdu poets in Delhi in the era when Urdu was gaining ground in the North. He was killed by a fanatic in 1781. Read his ghazal:

न तू मिलने के अब क़ाबिल रहा है
न मुझको वो दिमाग़-ओ-दिल रहा है

खुदा के वास्ते उसको ना टोको
यही एक शहर में क़ातिल रहा है

यह दिल कब इश्क़ के क़ाबिल रहा है
कहाँ उसको दिमाग़-ओ-दिल रहा है

मिर्ज़ा मज़हर जान जानां

na tuu milne ke ab qaabil rahaa hai
na mujhko voh dimaaGh-o-dil rahaa hai

yeh dil kab ishq ke qaabil rahaa hai
kahaaN usko dimaaGh-o-dil rahaa hai

Khudaa ke vaaste usko na Toko
yahii ek shahar meN qaatil rahaa hai

Mirza Mazhar Jan-e-Janaan

Popular Posts