BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

Search BestGhazals

Tuesday, November 28, 2006

Hari Chand Akhtar's ghazal: Shabab aaya, kisi but pe fidaa hone ka waqt aaya...

Pandit Hari Chand Akhtar was born in Hoshiarpur in Punjab in 1901. He was a unique poet and had command over Urdu idiom. His language has lucidity and the choice of words in his poetry, made it even more attractive.

Hari Chand Akhtar passed away in 1958. Now read his ghazal in Urdu, Devnagari and Roman English scripts:

शबाब आया किसी बुत पे फ़िदा होने का वक़्त आया
मेरी दुनिया में बंदे के ख़ुदा होने का वक़्त आया

उन्हें देखा तो ज़ाहिद ने कहा ईमां की यह है
कि अब इंसान को सजदा रवा होने का वक़्त आया

तकल्लुम की ख़मोशी कह रही है हर्फ़-ए-मतलब से
कि अश्क-आमेज़ नज़रों से अदा होने का वक़्त आया

ख़ुदा जाने यह है ओज-ए-यक़ीं या पस्ती-ए-हिम्म्त
ख़ुदा से कह रहा हूं ना-ख़ुदा होने का वक़्त आया

हमें भी आ पड़ा है दोस्तों से काम कुछ य'अनी
हमारे दोस्तों के बे-वफ़ा होने का वक़्त आया

पंडित हरि चंद अख़्तर

Read the same ghazal in Roman English:

shabaab aayaa, kisii but pe fidaa hone ka waqt aaya
merii dunyaa meN bande ke Khudaa hone ka waqt aayaa

unheN dekhaa to zaahid ne kahaa, iimaaN ki yeh hai
ki ab insaan ko sajda ravaa hone ka waqt aayaa

takallum kii Khamoshi kah rahii hai harf-e-matlab se
ki ashk aamez aaNkhoN se adaa hone ka waqt aayaa

hameN bhii aa paRa hai dostoN se kaam kuchh ya'ani
hamaare dostoN ke be-wafaa hone ka waqt aayaa

Pandit Hari Chand 'Akhtar'

Popular Posts